Aaj ankh meri hai madham kyun
Hai saath nahi mera humdam kyun,
Kyun ankh se ansoo chhalke hai
Kyun apne bane mere sapne kyun,
Hai wakt ki sakhti mujh par padi
Kyun saath nahi mera humdam yahin,
Aaj zarorat uski laagi buhat
Aaj saath nahi mera apna koi,
Bas raat hai aur tanha hum
Bas yaad main unki hai ankhen gum.

No comments:
Post a Comment