Pata nahi haal kyun aesa hota hai
Jisko jitna chaho wohi rukh modta hai,
Har baar thokar lagti hai
Har baar hi dil rota hai,
Har baar ankhon main koi
Sapna naya sa jagta hai,
Har baar hi unse aas bandhi
Har baar unko khoota hai,
Magar najane haal kyun aesa hota hai
Jisko jitna bhi chaho wo utna hi kyun todta hai.

No comments:
Post a Comment