Ab khuwaish nahi in ankhoon main
Ab sapne nahi meri raahon main,
Ab khushboo nahi teri mujh main koi
Ab saath nahi tera sapna koi,
Ab neend nahi meri ankhon main
Ab aas nahi tere aane ki,
Ab sanson se juda na mera rishta koi
Ab mujh main raha na tera apna koi,
Ab saath nahi tera saath magar
Hai aas bandhi kahin mujh main koi,
Shayad ye wohi khuwaish hai
Jis main samjha tujhe humne apna kabhi.
.jpg)
No comments:
Post a Comment