Tuesday, 6 May 2014

Ankhen Khaali Dhadkan Khaali


Ankhen khaali dhadkan khaali
Ab sansen bhi khaali khaali hai,
 
Teri aas main ab tak zinda hai
Bas tera iqrar ab tak baaki hai,
 
Tujhe bin dekhe ab tak jeete the
Ab tujhe dekhna mera baaki hai,
 
Is sans main ab tak aas bandhi
Is sans ka chhotna baaki hai,
 
Ek baar to hum ko aa kar ke milo
Ke ab tumhara saath milna baaki hai.


No comments:

Post a Comment