Monday, 19 May 2014

Ladoon Main Pali


Ladoon main pali
Har lab ki hansi,
 
Na ghum mila
Na jhhoti hansi,
 
Har apne ko le kar saath chali
Kisi begane ki ab tak na aas jagi,
 
Na khuwaish sapne aag hai
Na dil ki laagi main jaan jaali,
 
Na dil main kisi ki pyas jaagi
Kyun ki apno ki ab tak jaan bani,
 
Main hon khushi har lab ki hansi
Jis insan se mili uski muskaan bani.


No comments:

Post a Comment