Friday, 30 May 2014

Har Koi Tod Raha Hai Hume Aj Yun Aese


Har koi tod raha hai hume aj yun aese
Jese sabhi ko ik naya khilona sa mil gaya,
 
Sab ke hi hathon main aa gayi humari zindagi
Har ik ne yahan humko be hisaab jala diya,
 
Khuwaishon main doobte rahe din raat mere
Har din raat main mujh ko be jaan bana diya,
 
Is aag ko kab tak chhupao is dil main
Jis aag ne humko hi poora jala diya.


No comments:

Post a Comment