Ankhen sapne jab dekhe naya
Har sapna tumse judta hai,
Is dil ki laagi jab tumse laagi
Har dhadkan main bs tu basta hai,
Is dil ki lagai aag main
Koi roz har pal us main jalta hai,
Teri baatien khud main bharta
Aur khud ko tujh sang rakhta hai,
Hai dil bhi mera nadan bada
Jo har pal tum pr marta hai.

No comments:
Post a Comment