Ek karz ab tak baaki hai
Ek karb ab tak baaki hai,
Jo hume diya tune dagha
Uska ek farz ab tak baaki hai,
Bin lab ke kaari baatien tune
Ab lab tere khulna baaki hai,
Ek tere basaye ghar main hume
Bas sans chhodna baaki hai,
Is aas main ab tak zinda hai
Bas aas tootna baaki hai.
No comments:
Post a Comment