Friday, 7 March 2014

Jisko Khamosh Dhadkano Main Basaya Humne

 
Jisko khamosh dhadkano main basaya humne
Un dhadkano se kese hum unhe azaad karenge,
 
Ek shakhs se hi itni muhabbat nibha li humne
Ab dosron se muhabbat kiya khak karenge,
 
Ek shakhs ko paane ki chahat main jiya karte the
Ab us shakhs se nafrat kiya khaak karenge.

No comments:

Post a Comment