Tuesday, 11 March 2014

Pata Nahi Shakhs Tha Kesa

 
Pata nahi shakhs tha kesa
Jo hume yun jeena seekha gaya,
 
Dhalte huye ashkon ko peena seekha gaya
Bin matlab hi karte rahe hum unse wad e wafa,
 
Ba wafa ban kar wo hume mujrim bana gaya
Karna thi be wafai to naam e wafa na krta,
 
De kar jafa wo hume lafzo main yun bhula gaya
De kar tanhai ka zehar hume marna seekha gaya.

No comments:

Post a Comment