Thursday, 6 February 2014

Aaj Soch Main Uski Doobe The

 
Aaj soch main uski doobe the
Kuch uske aane ka irada tha,
 
Wo lauta to is ada se
Ke uska jaane ka hi iarada tha,
 
Phir bhi aya wo dar mere
Jatane muhabbat ka haqq apni,
 
Ke thokra kar wo mujhko
Zindagi main aage badhna chahta tha,
 
Hath thama tha jiska andheri rahoon main humne
Usne to ik pal main hume begana banana tha,
 
Hairat hui to thodi si ke chhod kar
Humko tanha akele usko aage badh jana tha.

No comments:

Post a Comment