Buhat masoom sa par hai jana sa
Ek rishta hai us se mera anjana sa,
Wo andhera sa na andhyara sa
Wo ujala magar meri manzil ka,
Wo sahil nahi,na wo darya sa
Wo arzoo main chhupa ek sapna sa,
Meri dil ki har dhadkan main basa
Wo pass mere hai par buhat apna sa.
No comments:
Post a Comment