Tuesday, 4 February 2014

Ek Saath Mila Uska

 
Ek saath mila uska
Ek saaz bana uska,
 
Ek hath thama uska
Ek sapna sang sajaya uska,
 
Us ko paane ki chahat thi
Magar khoone ka darr bhi tha,
 
Usko dekhe huye to ek sadi guzri
Usko janne ki khuwaish main zamana guzra,
 
Usko zindagi main laye the
Hum Saath bana kar,
 
Na tha pata iska
Ke usko khona bhi tha.

No comments:

Post a Comment