Andhere lamho ka ujala bana tu
Meri Adhori Zindagi ka sahara bana tu,
Meri zindagi main bhari itni khushiyan tu ne
Ke meri har khushi ka paimana bana hai tu,
Kuch ghaltiyon se darr ka
main tera saath chhod bhi don to,
Tu mera hath tham kar
apne sang le jata hai tu,
Aur samjha kar apne sang
Mujhe apne ap se milata hai tu.

No comments:
Post a Comment