Ek baat kisi se kehni thi,
Ek saaz kisi ka banna tha,
Ek saath hume aesa mila
Jisse pyar humara banna tha,
Jisko apna humne mana tha
Jisne saath humara diya tha,
Jiske saath humare sapne bandhe
Jiska pyar hume hi banna tha,
Jisne humara saath diya
Usne hi aj dil tod diya,
Usne hi aj dil tod diya,
Saath de kar raste main
Anjan akele chhod diya.
Hum ko tanha chhod diya
Humko bilkul tod diya.

No comments:
Post a Comment